har khushi hai logo ke daman mein
par ek hansi ke liye waqt nahi,
din raat daudti duniya mein
zindagi ke liye hi waqt nahi,
maa ki lori ka ehsaas to hai
par maa ko maa kehne ka waqt nahi,
saare rishton ko to hum mar maar chuke
ab unhe dafnane ka bhi waqt nahi,
saare naam mobile mein hai
par dosti ke liye waqt nahi,
gairon ki kya baat karen
jab apno ke liye hi waqt nahi,
aankhon me hai neend badee
par sone ka waqt nahi,
dil hai gamon se bhara
par rone ka bhi waqt nahi,
paison ki daud me aise daude
ki thakne ka bhi waqt nahi,
paraye ehsason ki kya kadr karein
jab apne sapno ke liye hi waqt nahi,
tu hi bata-e-zindagi
iss zindagi ka kya hoga,
ki har pal marne walo ko
jeene ke liye bhi waqt nahi.
par ek hansi ke liye waqt nahi,
din raat daudti duniya mein
zindagi ke liye hi waqt nahi,
maa ki lori ka ehsaas to hai
par maa ko maa kehne ka waqt nahi,
saare rishton ko to hum mar maar chuke
ab unhe dafnane ka bhi waqt nahi,
saare naam mobile mein hai
par dosti ke liye waqt nahi,
gairon ki kya baat karen
jab apno ke liye hi waqt nahi,
aankhon me hai neend badee
par sone ka waqt nahi,
dil hai gamon se bhara
par rone ka bhi waqt nahi,
paison ki daud me aise daude
ki thakne ka bhi waqt nahi,
paraye ehsason ki kya kadr karein
jab apne sapno ke liye hi waqt nahi,
tu hi bata-e-zindagi
iss zindagi ka kya hoga,
ki har pal marne walo ko
jeene ke liye bhi waqt nahi.
No comments:
Post a Comment